RIL AGM Highlights, Analysts kya kehte hain?


RIL ka annual virtual AGM hua 25th June ko. Isme RIL ka ek naya Pivot clearly dikhne ko mila hai. Pivot ka matlab hai ek traditional business route se alag jaake doosre route me enter karna. RIL, jo desh ka aur duniya ka one of the biggest business houses me se hai, usko aisi kya zaroorat aa gayi ki wo apna traditional business model chor ke naye business model me ghus raha hai? Aur kya kya kaha gaya is AGM me? Kya Oil business chhod degi Reliance? Analysts kya kehte hain? Aaj ke post me sab kuch detail me btaunga main. Lekin uske liye post ko end tak Read kriye aur blog ko subscribe kijiye.

Yadi Ap bhi Free Me Denar and Trading Account Open Karna Chahte hai to yaha Click Kre

AGM ke details

 

  1. Saudi Aramco Deal: Is deal ko 2021 ke end tak finalize karne ki baat kahi gayi hai. Pehle socha jaa raha tha ke Q2 ke end tak ye deal finalize ho jayega. 2019 me is deal ke baare me announcement kiya gaya tha. RIl ne kaha tha ke wo Oil to Chemical business ka 20% stake, $15 Billion me Araco ko sell karegi. Lekin Pandemic aur Oil prices ke fluctuation ke wajah se Aramco ke saath valuation me baat atak gayi. Abhi 2021 end tak ka timeline diya gaya hai.
  2. 3.24 Lakh crore Capital Infusion:  Duniya me, 1 saal ke andar sabse zyada capital raise karne ka record banaya hai RIl ne. Retail, Jio business me stake sell, rights issue aur asset monetization karke ye $44 Billion ka funds raise kiya hai Reliance ne.
  3. ARAMCO chairman on RIL board: Saudii Aramco ke cash rich chairman Othman Al-Rumayyan, ek Independent director ke hsaab se RIL ke board of directors me join karenge. Ye decision ARAMCO ke saath $15 Billion ke deal ko final karne ke liye hi liya gaya hai.
  4. Jio phone Next: Pichla Jio phone bahut zyada successful nahi ho paya tha, is baar RIL ne september 10 tak naye Jio phones ko market me laane ka announcement kiya hai. Is bar bhi inka pitch wahi hai ki duniya ka sabse affordable smartphone hone wala hai ye Jio Phone. Lekhna dekhna ye hoga ke kitna popular ho paata hai.
  5. Google Ke saath 5G: 5G ke naam pe bahut hawa banaya jaa raha hai. Google ke saath bhi RIL ka partnership ka plan announce kiya gaya hai. Google ka tech support mil gaya to fir RIL apne top competitors jaise Amazon ko digital space me bhi beat kar payegi. Yahi primary target hoga Google ke saath partnership ke peeche.
  6. Green Energy push: sabse bada announcement aur pivot yahi tha. Isme lagbhag agle 3 saal me 75000 Crore kharcha karne wali hai RIL. isme 60000 Crore 3 Giga Factories banane me jayega, jo Solar Power projects, electric batteries jaise components ko manufacture karegi, aur desh ke total Green energy output ka 40% produce karegi. Ye primary shift hai RIL ke liye, kyun ki ab tak RIL ka primary business model tha Fossil Fuel based, lekin desh ke number 2 business person Gautam Adani ke Green energy push se shayad RIL inspire hua hai.

 

 

Ab in sab pointers ko dekhein to sabse important do baatein hai,

 

  1. FOssil Fuel based business shayad ab profitable nahi raha, isliye Green Energy pe focus kiya jaa raha hai.
  2. Jitna din jayega, unke Oil to Chemical business ka price kam hota jayega, valuation aur kam hoga, deal me paisa kam aayega, aur yee baat samne aate hi Shares fall karenge. Isliye primary target RIl ka ye hoga ki wo apne O2C business ko ARAMCO ko jaldi se jaldi bech de.

 Open Free Demat Account For Investment

Analysts kya kehte hain

Morgan Stanley | Rating: Overweight | Target: Rs 2,262. The company is focused on the next hyper growth opportunity in clean technology. The ‘MEGA’ plan is unique in a global context and can spur re-rating. The ‘MEGA’ plan raises investment cycle clarity & reduces holding company discount worry. The shift in capital allocation to renewables/decarbonisation capex should lift multiples, while the company’s partnership approach in the new energy business should not cause de-rating.

 

CLSA | Rating: Outperform | Target: Rs 2,250. The company exhibited hopes of closing the O2C stake sale with Aramco this year. The clarity on the new energy foray is useful. Any big take-up of new smartphones to be an important trigger, while progress in teh omni-channel retail will also be an important trigger.

 

JPMorgan | Rating: Neutral | Target: Raised to Rs 2,250 from Rs 2,055. The key highlight was $10 billion capex in green/renewable business over three years. The broking house has build in Rs 100 per share in its target price for new energy/renewable business. The company is clearly embarking on a new capex cycle, though it looks smaller at this stage versus previous cycles. Value accretion to increase as the company ramps up execution on these businesses.

 

 

Post a Comment

0 Comments