Bharat Forge ka 15% Rise - 127 crore ke loss ke baad bhi shares kyun Upar Jaa rahe hain?

 

Bharat Forge ka 15% Rise - 127 crore ke loss ke baad bhi shares kyun Upar Jaa rahe hain?

 


Bharat forge Pune based company hai jo automotives, power, oil & gas, construction & mining, locomotive, marine and aerospace industries in saare domain me involved hai. Bahut maze ki baat ye hai ki April - June quarter me Bharat Forge ne 127 Crore ka loss report kiya tha. Lekin, uske baad bhi uske shares lagataar upar jaate hua 15% climb kar chuki hai. Isk kya matlab hai? Iska matlab samajhne ke liye poora video end tak dekhiye, aur aise advices se bachiye jo sirf quarter results ko dekh ke shares pe advice karte hai. Yaad rakhiyega, shares keupar aur niche jaane ke peeche specific reasons hai, ye aap bhi samajh payenge agar aap thoda sa chaukanna rahein aur nazar rakhein desh ke news pe.

 


Bharat Forge Quarter Results


Bharat forge ne April - June 2020 ke quarter me 127 crore ka total loss report kiya hai 12th august ke apne report me. Pichle saal isi quarter me unko 171 crore ka profit hua tha. Is saal, covid aur reducing demand ke wajah se unko ye loss ka saamna karna pada hai. Company ke kaha hai ki unhone saare assets ka risk analysis kiya hai aur unke kisi bhi company asset me adjustment ki abhi zaroorat nahi hai. Lekin unka kehna hai ki Covid 19 ek dynamic situation hai jisko regular monitoring ki zaroorat hai aur wo regular level pe assessment karenge.

 

Government ka Defense import ban

Halaaki Bharat forge ka last quarter kharab gaya, lekin unko sabse bada bosst mila hai Indian Government ke Defence 101 import ban ke wajah se. Is plan ke anusaar, Indian governemnt ne decision liya hai ki wo, india ke defence equipment related parts hi nahi, balki artillery guns, assault rifles, corvettes, sonar systems, transport aircraft, light combat helicopters (LCHs), radars, jaise kayi important equipments ka import nahi karegi aurinko desh me manufacture karne pe zor degi. Ye ek bahut bada decision hai jo desh ke manufacturing me kranti la sakta hai aur India ko atmanirbhar banane me bahut bada step le sakta hai. Bharat forge in saare domains me production capability rakhti hai aur isliye inke investors shayad khush hai is baat par ki bharat forge ke manufacturing ko abhi bahut bada push milega sarkar ki taraf se. Ye ek bahut bada reason hai is company ke shares ke upar jaane ka.

 

Business stabilization

Bharat forge ko jo sabse bada push mila hai wo is baat pe hai ki unhone covid 19 ke situation ko bahut accji tareeke se samjha aur apne operating cost ko kam karne kikoshish me successful hue. Is company ne operating loss ko avoid kiya aur inka Earnings before interest tax depreciation and amortization (Ebitda) 1.7 crore tha, wo bhi tab jab company sirf ek mahine opearational thi, aur June quarter me sirf 20% capacity ke saath kaam kiya tha. Edelweiss securities ki tafa se ye bola gaya hai ki BHarat forge ne YoY OPEX yaani Operational Expenditure me 65% reduction kiya hai, jiske wajah seunke medium size plants me oss kokam kiya jaa saka hai. Shipment me 70% aur revenue me 68% ka drop notice kiya gaya. Lekin business me recovery ke indications bhi abhi se mil rahe hai. Revenue drop ka ek bada reason tha commercial vehicle ka demand bilkul hi kam ho jaana. Iske saath saath passenger vehicles ki bhi demand kam hui thi, lekin abhi fir se Passenger vehicles ki demand me kaafi increment hua hai, ye ek positive signs hai. Bharat forge ka kehna hai ki Commercial vehicles ke demand me kami abhi jaari rahegi, lekin passenger vehicles me growth hone ke achhe chances hai. Tractors ka demand stable hai aur Oil and Gas sector poora pareshan hai Covid 19 pandemic ke wajah se. Bharat forge ka maana hai ke Q2 2021 me ye situation kaafi improve ho sakta hai, passenger vehicle demand aur defence equipment demand ke chalte ye possible dikh raha hai aur shayad yehi wajah hai ki investors zordar kharidaari kar rahe hain inke shares ki

 

Isse Aap ky seekh sakte hain

Isse aap ko kuch basic learning lene ki zaroorat hai, jaise

1.     Sirf results dekh kar shares mat lijiye, company ka operational background kitna strong hai wo dekhna zaroori hai

2.     Company ka management kitna efficiently crisis handle kar sakta hai aye sabse bada point hai uske success ke peeche

3.     Company ka workforce kitna integrated and skillfull hai ye bhi important hai

4.     Most importantly, geo -political events company ko kaise impact karenge ye jaanna bahut zyada zaroori hai perfect stock analysis aur choice ke liye,

 

To isi tarah analysis ka sahi tareeka jaane ke liye aur sahi stocks me invest karne ke liye, mere blog ko subscribe kijiye . Stay invested and stay safe.

Post a Comment

1 Comments

  1. Welcome To GIGOLOPLAYBOY JOBS CALL ON THIS NUMBER 9818592392
    เค†เคœ เค•ी เค‡เคธ เคญाเค— เคฆौเฅœ เคตाเคฒी เฅ›िंเคฆเค—ी เคฎें เคนเคฐ เค†เคฆเคฎी เค”เคฐ เค”เคฐเคค เค…เคชเคจे เคธเคชเคจो เค•ी เคจौเค•เคฐी เค•เคฐเคจा เคšाเคนเคคा เคนै ! เคฏเคน เคเค• เค…เคš्เค›ा เค…เคตเคธเคฐ เคนै เคœो เค†เคช เค•ो เคเค• เคจเคฏी เคฆुเคจिเคฏा เคฎें เคœाเคจे เค•ा เคฎौเค•ा เคฆेเคคा เค”เคฐ เคธाเคฅ เคฎें เคชैเคธे เค•เคฎाเคจे เค•ा เคฎौเค•ा เคญी เคฆेเคคा เคนै ! เค†เคœ เค•เคฒ เค•ोเคˆ เคฎเคนिเคฒा เคนो เคฏा เคซिเคฐ เคฎเคฐ्เคฆ เคฆोเคจों เคนเคฎाเคฐी เคตेเคฌเคธाเค‡เคŸ เค•े เคฆ्เคตाเคฐा เคชैเคธे เค•े เคธाเคฅ เค†เคช เค•ो เคธेเค•्เคธ เค•ा เคฎเฅ›ा เคฒे เคธเค•เคคे เคนै ! เคนเคฎाเคฐी เคชाเคธ เค•ुเค› เคเคธी เคฎเคนिเคฒा เค—्เคฐाเคนเค• เคนैं เคœिเคจ्เคนे เค•เคญी เค•เคญी เคเค• เคช्เคฏाเคฐ เค•เคฐเคจे เคตाเคฒे เค•ी เคœเคฐुเคฐเคค เคนोเคคी เคนै!

    เค…เคชเคจी เคชเคธंเคฆ เค•ा เคธाเคฅी เคชाเคจे เค•े เคฒिเค เค…เคญी เค•ॉเคฒ เค•เคฐे!
    gigolos786@gmail.com
    +91 9818592392
    เค…เคชเคจी เคชเคธंเคฆ เค•ा เคธाเคฅी เคชाเคจे เค•े เคฒिเค เค…เคญी เค•ॉเคฒ เค•เคฐे!
    gigolos786@gmail.com
    +91 9818592392
    เค•्เคฏा เค†เคช เคเค• เค”เคฐ เคธंเคฌंเคง เคฐเค–เคจा เคšाเคนเคคे เคนैं? เคถाเคฏเคฆ เค†เคชเค•े เคชाเคธ เคชเคฐ्เคฏाเคช्เคค เคธเคฎเคฏ เคจเคนीं เคนै, เคฏा เค†เคชเค•ो เคฒเค—เคคा เคนै เค•ि เค†เคชเค•े เคชाเคธ เคจเค เค”เคฐ เค‰เคค्เคธाเคนिเคค เคฎเคฐ्เคฆ เคธे เคฎिเคฒเคจे เค•ा เค…เคตเคธเคฐ เคจเคนीं เคนैं! gigoloplayboy.com เค†เคชเค•ो เคตเคน เค…เคตเคธเคฐ เคช्เคฐเคฆाเคจ เค•เคฐ เคธเค•เคคा เคนै। เคœเคนाँ เค†เคช เคœैเคธा เคšाเคนे เคตैเคธा เคชुเคฐुเคท เคธाเคฅी เคšुเคจ เคธเค•เคคी เคนै! เคถाเคฏเคฆ เค†เคช เค…เคญी เคคเค• เคเค• เค†เคฆเคฎी เค•े เคธाเคฅ เค—ंเคญीเคฐ เคธंเคฌंเคง เคถुเคฐू เค•เคฐเคจे เคฎें เคฐुเคšि เคจเคนीं เคฐเค–เคคे เคนैं। เคธเคฎाเคจ เคตिเคšाเคฐเคงाเคฐा เคตाเคฒे เคชुเคฐुเคท เคธाเคฅी เค•े เคฒिเค gigoloplayboy.com เคฌ्เคฐाเค‰เคœ़ เค•เคฐें। เค•्เคฏा เค†เคช เค•ुเค› เคฐोเคฎांเคšเค• เค†เคจंเคฆ เคฒे ! 09818592392

    ReplyDelete